yeh maut nahi yeh katl tha kisi ka dil nikaal kar kisi ki rooh maar kar badi samjhdaari se chupaya hai isko yeh masla - e - akl tha yeh maut nahi yeh katl tha..... uski chinkhe khamoshi mein bhi goonji thi ab nahi karunga kisi se pyaar yeh baat use bhi sujhi thi wo andar hi andar rota tha na wo kisi raat ko chain se sota tha har ehsas ko wo dabata tha bechara kisi se baat tak nahi kar pata tha yeh mohobbat nahi yeh toh uski ek nakamiyab nakl tha yeh maut nahi yeh katl tha..... badi berukhi se betuki baato par ladna khud hi ki galti par bhi har ilzaam uske mathe par madna yeh kaha ki mohobbat hui e - zalim chod kar tujhe jana tha or bewafa use sabit karna ek farishte ke nakab mein wo kaatil kisi shaitan ki shakl tha yeh maut nahi yeh katl tha..... uss kaatil ko mera ek paigaam dena use is katl ka ilzaam dena meri aankhe gavah hai is katl ki fir bhi use saza na ho ye aaram dena use kehna mohobbat
Comments
Post a comment